
Namaz ki niyat ke baare mein jaanna bahut hi zaroori hai. Aaj ki is post mein sirf namaz ki niyyat par hi baat ki gayi hai, jismein aap Fajr ki namaz ki niyyat se lekar Isha, Jumma aur tamaam un namazon ki niyyat jaanenge jo ek Musalman ada karta hai.
Yahan par farz namaz imaam sahab ke peechhey parhne wali niyat batai gai hai lehaza jo namaz aap imaam sahab ke peechhey nahin parhenge unko namaz ki niyat ‘’ imaam sahab ke peechhey’’ naam shamil nahin karna hai. Agar aapko is post men koi baat samajh na aye to contact karke poochh sakte hain.
Fajr ki namaz ki niyat
- Sunnat e mukkadah ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz fajr ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz fajr ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Zohar ki namaz ki niyat
- Sunnat e muakkadah ki niyat (zohar sunnate qabliya)
Niyat ki maine 4 rakat namaz zohar ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz zohar ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Sunnat e muakkadah ki niyat (zohar sunnate badiya)
Niyat ki maine 4 rakat namaz zohar ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Nafl ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz zohar ki nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Asr ki namaz ki niyat
- Sunnat ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz asr ki sunnat waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz asr ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Maghrib ki namaz ki niyat
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 3 rakat namaz maghrib ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Sunnat e muakkadah ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz maghrib ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Nafl ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz magrib ki nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Isha ki namaz ki niyat
- Sunnat ki niyat (sunnate qabliya)
Niyat ki maine 4 rakat namaz isha ki sunnat waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz isha ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Sunat e mukkadah ki niyat (sunnate badiya)
Niyat ki maine 2 rakat namaz isha ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Nafl ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz isha ki nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Witr ki niyat
Niyat ki maine 3 rakat namaz isha ki witr waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Nafl ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz isha ki nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Jumma ki namaz ki niyat
- Sunnat e mukkadah ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz jumma ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Farz ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz jumma ki farz waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke peechhey is imaam ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Sunnat e muakkdah ki niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz jumma ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Sunnat e muakkadah ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz jumma ki sunnate muakkadah waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
- Nafl ki niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz jumma ki nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
namaz e janazah dua niyat
Niyat ki maine 4 takbiron ke saath wajib dua is mayyit ke peechhey is imam ke waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
tahajjud namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz tahajjud nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
ishraq namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz ishraq nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
chasht namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz chasht nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Awwabin namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz awwabin nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Salatul Tasbeeh niyat
Niyat ki maine 4 rakat namaz salatul tasbeeh nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
taraweeh namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz taraweh ki sunnate muakkadah peechhey is imaam sahab ke waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Tahiyyatul Wudhu namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz tahiyyatul wudu nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
tahiyatul masjid namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz tahiyatul masjid nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar.
Qasar namaz namaz niyat
Farz ke alawa har namaz poori rakat ada karen
Imaam muqeem ke peechey farz niyat:
Zuhr: 4 → 4 rakat
Asr: 4 → 4 rakat
Isha: 4 → 4 rakat
Fajr: 2 (jaise ki taise)-same niyat
Maghrib: 3 (jaise ki taise)-same niyat
Apni farz namaz niyat:
Zuhr: 4 → 2 rakat
Asr: 4 → 2 rakat
Isha: 4 → 2 rakat
Fajr: 2 (jaise ki taise)-same niyat
Maghrib: 3 (jaise ki taise)-same niyat
qaza namaz niyat
Jaise har namaz ki niyat hoti hai waise hi hogi, lekin qaza namaz men ye asani hai ki jo namaz ke andar aapko qiraat, tasbeeh wagairah men chhoot hai tafseel janen.
salat ul hajat namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz salatul hajat nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
salatul tauba niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz salatul tauba nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
istikhara namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz istikhara nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
salatul kusuf niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz salatul kusuf ( salatul khusuf ) nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
salatul istisqa niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz salatul istisqa nafl waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
eid-ul-fitr namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz eid ul fitr wajib 6 zayed takbiron ke sath peechey is imaam ke waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
Eid al-Adha namaz niyat
Niyat ki maine 2 rakat namaz eid ul adha wajib 6 zayed takbiron ke sath peechey is imaam ke waste اللَّهُ تَعَالَىٰ allah taala ke munh mera kaaba shareef ki taraf اللَّهُ أَكْبَرُ allahu akbar
Author request: “Agar is post ‘Namaz ki Rakat ki Niyat ka Poora Tareeqa’ mein koi ghalti reh gayi ho ya koi zaroori baat chhoot gayi ho, to barah-e-meharbani humein zaroor bataiye, taake hum use durust kar saken. Saath hi aapse guzarish hai ke humein apni duaon mein yaad rakhein, aur agar yeh post aapko faida-mand lage, to ise doosron ke saath zaroor share karein.”
conclusion
“Aakhir mein yahi kaha ja sakta hai ke namaz ki niyat ka sahi tareeqa jaan-na har Musalman ke liye bahut zaroori hai, kyunki niyat hi ibadat ki bunyaad hoti hai. Is post mein humne namaz ki rakat ki niyat ka poora tareeqa wazeh taur par bayan karne ki koshish ki hai, taake har shakhs apni namaz durust tareeqe se ada kar sake. Agar hum ilm ke saath amal karein aur apni ibadat ko ikhlaas ke saath anjaam dein, to InshaAllah hamari namaz zyada behtar aur maqbool hogi.”
FAQs Namaz ki rakat ki niyat ka poora tareeqa hanafi
Namaz ki niyat kya hoti hai?
Jawab: Niyyat dil ka irada hota hai ke hum kaunsi namaz, kitni rakat aur sirf Allah ke liye ada kar rahe hain.
Kya niyat zubaan se bolna zaroori hai?
Jawab: Nahin. Dil se irada hona hi kaafi hai. Zubaan se kehna sunnat/mustahab hai.
Fajr namaz ki niyat kaise karte hain?
Jawab: Dil mein yeh irada karein ke “main Allah ke liye Fajr ki 2 rakat (sunnat/farz) ada kar raha/rahi hoon.” Chahein to zubaan se bhi keh sakte hain.
Kya har namaz ki rakat ke liye alag niyat hoti hai?
Jawab: Haan. Har namaz mein namaz ka naam (Fajr, Zuhr…), rakat aur farz/sunnat/witr dil mein tay karna hota hai.
Agar niyat ghalat ho jaaye to kya namaz ho jaati hai?
Jawab: Agar namaz ka naam ya rakat ghalat tay ho jaaye, to namaz durust nahin hoti. Aisi surat mein namaz dobara padhna chahiye.
Qasr (safar) mein niyat kaise karein?
Jawab: Dil mein yeh irada karein ke aap musaafir hain aur Zuhr/Asr/Isha ki 2 rakat farz padh rahe hain. “Qasr” kehna zaroori nahin, irada kaafi hai.
Imaam ke peeche namaz mein niyat kaise hoti hai?
Jawab: Dil mein yeh tay karein ke aap imaam ke peeche kaunsi namaz aur kitni rakat padh rahe hain.
- Imaam muqeem ho: poori 4 rakat
- Imaam musaafir ho: qasr (2 rakat)
Kya aurat aur mard ki niyat mein koi farq hota hai?
Jawab: Nahin. Sirf lafz “karta/karti” ka farq hota hai, baqi tareeqa ek jaisa hai.
Jumma aur Witr ki niyat kaise karein?
Jawab:
- Jumma: Dil mein “2 rakat farz, imaam ke peeche” ka irada.
- Witr: Dil mein “3 rakat witr (wajib)” ka irada.
Kya sirf soch lene se niyat ho jaati hai?
Jawab: Ji haan. Dil mein tay kar lena hi asal niyat hai. Zubaan se kehna madad ke liye hota hai, farz nahin.
